Hello Dosto aap to jante hi honge ki kisi bhi Website(Blog) ke liye Traffic kitna important hota hai. Agar humare Website(Blog) ki Traffic achhi nahi hogi to humari earning bhi kam hogi.
Maine dekha hai ki Trafic ka kam hona aaj har ek naye Blogger ki samsya hai jinhone abhi-abhi Blogging start ki hai.
To aaj main apko aise 10 tips dunga jisse aap apne Website(Blog) ki Traffic badha sakte hai aur apne Website(Blog) ki Search Rank ko bhi inproove kar sakte hai.
Maine dekha hai ki Trafic ka kam hona aaj har ek naye Blogger ki samsya hai jinhone abhi-abhi Blogging start ki hai.
To aaj main apko aise 10 tips dunga jisse aap apne Website(Blog) ki Traffic badha sakte hai aur apne Website(Blog) ki Search Rank ko bhi inproove kar sakte hai.
Apne Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye:~
1. Dusre ke Website(Blog) par achhe Comments kare aur apne Website(Blog) ki link bhi Comments me dal de. Is se hoga ye ki dusre Website(Blog) ke visitors apke dwara kiye Comments ko padhenge jisse vo apke Website(Blog) par bhi aa sakte hai.
Aur ek fayda hai Dusre ke Website(Blog) par Comments karne ke, Jab aap Comments me apne Website(Blog) ka link daloge to apke Website(Blog) ki Rank bhi badhegi.
2. Facebook aaj sabhi log use karte hai, Isliye Facebook bhi achha madhyam hai Traffic badhane ka. Aap jab koi naya Post dale apne Website(Blog) me to use turant apne Facebook Fun Page par Share kare, Ya fir aap kisi other Group me bhi apna Post Share kar sakte hai.
3. Agar aap Whats App use karte hai to ye bhi hume Traffic badhane me madat kar sakta hai. Aap apne Post ko Whats App Group me Share kare aur Dusro ko bhi ise Share karne ke liye kahe.
4. Kisi achhe Traffic wale Website(Blog) me "Guest Post" dale. Is se aap ke Website(Blog) ke Search Rank me ijafa hoga aur apke Visitors bhi badhenge.
5. Jab koi apke Post me Comments kare to use Reply jarur kare. Taki Visitors se apka achha rista jude aur Visitors apke Website(Blog) ko jyada value bhi denge.
6. Post likhte waqt Keyword achhe daliye, Mera matlab hai ki apke Post main aise Keyword ki bharmar ho jo Search Ingines me jyada Search kiye jate ho. Is se agar koi Search karega to apki Website(Blog) jayda Search me aa sakti hai.
7. Agar aap chahte hai ki jo Visitor ek bar apke site me aaya vo dubara aate rhe to aap apne Website(Blog) me Email Subscribe Widget jarur dale, taki jab koi Visitor apke Newslatter ko Subscribe karega to use apke Naye Post ki jankari milti rahegi jisse vo vapas apke Website(Blog) me ayega.
8. Apne Website(Blog) me Share Botton bhi jarur dale. Kyonki agar kisi Visitor ko apka Post achha lage to vo ise Facebook, Twitter & Google Plus etc. me Share kar sakta hai. Jisse apki Traffic badh sakti hai.
9. Aap apne Post ke madhyam se Visitors ke sath ek achha rista jode. Apne Post ko aisa likhe jisse Visitors apse Impress aur Attract ho. Post ko Attractive banane ke liye usme kuch funny ya apni koi story bhi example ke tor pe dal sakte hai.
Ek bat humesha yad rakhe ki apke Website(Blog) me Regular Visitors tabhi aayenge jab aap Visitors se jude rahenge.
10. Aap apne Website(Blog) pe Regular Post dalte rahe. Is se apki Post ki Sankhya badhegi jisse Apka Post Search Ingines me jyada ayegi aur Visitors bhi jayada ayenge apke Website(Blog) par.
Humare Dusre Post Bhi Padhiye :~
- Online Adhar Kaise Download Kare
- Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye
- Blogger Me HTML Code Ko Kaise Dale
Dosto ye thi Traffic badhane ke 10 tips jise Follow kar ke aap apne Website(Blog) ki Traffic badha sakte hai.Agar apko Blogging se Related koi bhi jankari ya Solution chahiye to aap mujhe Comments jarur kare.
Sabse Importent bat hume Subscribe karna na bhule aur is Post ko apne Friends Circle me Share jarur kare.
Fir Milenge Agale Post Me....Dhanywad!
80 Comments
Bahut badiya poat he . Mene bhi ek website banai he pr abhi 6 mhine nhi hue me apse revenuehits ads ke bare me janna chahta hoon ki usme approve hone ke liye kitne pageviews per day hone chahiye . Meri website he - acchikhabhar.blogspot.com
ReplyDeleteThanks Ajay Ji...
ReplyDeleteRevenuehits Sign Up Karte Hi Turant Approval ho jati hai...Chitika, Bidvertiser Ki Tarah.
Aap Ise Use Kar Sakte Hai...
Hi Ajay,
ReplyDeleteAap ki ye Site Muje Bohot Acchi Lagi.
Aapki Website Ke per day visitors Kitne Hai.Aur Isse Aap Per month Kitna Kama Lete Hai
Aapne site ki design achi ki hai mujhe bhi bataye kaise kiya hai.
ReplyDeleteWww.hindimeshiksha.blogspot.com
Kahiye Kaya Janana Ha Apko....
ReplyDeleteMeri Puri Madat Karunga Apki...!!
Spyloot.com Nice Coupon website Join Just send msg to 8059131231 Or Visit To here http://spyloot.com/spyloot-whatsapp-alerts-join-our-whatsapp-alerts-and-never-miss-a-deals-again/
ReplyDeleteAapne ye template kaha se liya kaise design kiya please reply
ReplyDeleteMera Template Themes24x7 ne Design kiya hai...
ReplyDeleteHello Vijay,
ReplyDeleteMaine aaj aapka blog padta.aapka blogging ka gardens mujhe achha laga.
Aapse Thoda madad chahiye thi.
Mera blog http://www.Karaokekart.in par Google ad sense se approve karana hai. but jab bhi main signup for adsense par click karta hoon to click nahi hota.please aap Mera blog check karke bataye ki kya samasya hai.
jab tak appka website 6 month purana nahi hota tab tak signup option par aap click nahi kar sakte..
ReplyDeleteaap google ki terms policy thik se padhe...
Domain name lene ke 6 month ya blog banane ke 6 month baad.
ReplyDeletePlease visit my blog and check a post .
http://www.Karaokekart.in
Blog banane ke 6 month hone chahiye....
ReplyDeleteAgar aap google adsense apply karna chahte hai to direct google adsense ki site se kariye ho jayega...
Thanx Bhai.
ReplyDeleteHi Aapki Ye Post Bohot Hi Achchi Hai.
ReplyDeleteAapne Is website me AdSense Add Kiya Hai Ya Nahi?
Aur RevenueHits Ki Adds Kaisi Hai.
Aap Muje RevenueHits Ki Earning Ke Bare me Detail me Bataye.Please
Abhi maine Adsense Me Apply Kiya Hai….
ReplyDeleteRevenuehits Chitika, Bidvertiser Ki Tarah Hi Hai…
Ye Hume Diffrent – Diffrent Type Ke Ads Provid Karti Hai Jisse Hum Achhi Earning Kar Sakte Hai..
Wow! Merely remarkable! Thank you a lot for the info discussed! I understand you have put a bunch of effort right into this and I would like to tell you exactly how grateful I am! There need to be more blog sites such as this on the net! I will certainly bookmark and subscribe to your impressive web site! Hope you put out much more outstanding stuff in the near future and I will certainly come back and review it! Maintain the magnum opus!
ReplyDeleteapko yaha bahot achhi shayariyan milegi
ReplyDeletehttp://dard-e-isq.blogspot.in/2015/11/shayari.html?m=1
thanks for helping me apki post bahut acchi hai..
ReplyDeletethanks sir
ReplyDeletehttp://ourfrindship109.blogspot.com sabse popular website banane wali dosto jaroor is website ko check kare aur is subidha ka labh uthaye.. ye website popular ke mamle me 10 we no. me hai
ReplyDeleteapki website bahut acchi lagi aap bhi chek karke jaroor bataiyega meri website kaisi lagi_ http://ourfrindship109.blogspot.com
ReplyDeleteSite apki bahuit achhi hai but apne jo Chitika ke ads ko lagai hai unhe sahi kijiye...
ReplyDeletebhai muje ache se btao ki apne blogge post mere facebook wall pe post kese ho sakte hai
ReplyDeletejub me post karta hu to gmail pe to ho jati hai mugar facebook pe kese hogi ye btao juldi thanks
Aap facebook share booton ke madhyam se apne blog se direct apne fb wall par share kr sakte hai...
ReplyDeletevinay ji www.achhijankari.com yeh meri website hai maine google ke adsense code lagaye but 2 month ke bad bhi wo show nhi huye aisa q?
ReplyDeleteKuch to reply mail mila hoga na apko adsense ki taraf se Approval ya Disapproval..
ReplyDeleteBro mene bhi ek blog banaya hai per uspe visitor kam aate hai abhi aap please dekh ke bataye ki koi kami to nahi h blog me agr koi kami ho to bataiye or usko dur karne ke bare me b bataye pls subkihelp.blogspot.com
ReplyDeleteapki site Achhi hai lekin suru me website ka logo thoda bada hai ise medium size me rakhe aur footer me widget idhar udhar dikh rhe hai use set kare.
ReplyDeleteKiya app bota sakte hai whats up apne blog me kaise add kare
ReplyDeleteIske liye aap Whatsapp Sharing Botton apne Blog par add kar sakte hai...
ReplyDeleteKaise karte hai iski jankari apko google me mil jayegi.
Good information for me.
ReplyDeleteVery good info aise hi jankari dalte rahein..
ReplyDeletebhai kya aap muje apni website ki jaisi template ka link send kr sakte hai plzzz bhai thodi si help ke dijiye
ReplyDeleteIs Link se aap Ribbon Blogger Template Download kar sakte hai jo bilkul mere jaisa hi template hai.
ReplyDeleteVinay ji ribbon template ka colour red se koi aur colour dal sakte hain???
ReplyDeletehaa aap teplate editor me jakar css coding se color ko change kar sakte hai...
ReplyDeleteदोस्तों हर सफल व्यक्ति के पीछे उसकी असफलताओ की भी कहानी होती है , जाने कैसे
ReplyDeleteदोस्तों असफलता यह सिद्ध करती है कि सफलता का प्रयास पूरे मन से नहीं किया गया जाने कैसे
ReplyDeleteBhai Hamare Blog me kya problam hai isme trafic nahi aa raha hai Pls Bataye blog ki problam or usko door kaise kare step by step bataye
ReplyDeletearunkumarkatiyar.blogspot.com
hai hamara blog
Apne jo abhi template use kiya hai vo achha nahi hai kuch bhi dikhai nahi de rha hai. sabse pahle template change kare aur google search consol me apna blog submit kare. apne post cotent quilety pe jyda dhyan de kyonki is se jyda traffic aa sakti hai.
ReplyDeleteok bhi ji mai kosis karta hu bhai hamare blog me menu baar summit hai ya nahi kyo ki hamare computer me khul nahi raha hai
ReplyDeleteHello Bhai Ji Aap Hamko Koi Accha sa Template de sakte hai jo SEo Frendly ho or jo sabhi tarah se mast ho
ReplyDeleteMaine Template Change Kar Diya Hai or Search Console Bhi Kar Diya Hai pls Aap Dekh Kar Bataye Ki Kya Sahi Ho Gaya Hai
ReplyDeletehello sir
ReplyDeletekya aap apne templets ki link muje send kar sakte ho
maine kai templets dawnlod kiye ppar wo so nahi ho rahe hai
muje adsense ke ad lagane hai
diwanaashik.blogspot.com
hello sir
ReplyDeletemera blog name www.helpchahiye.com .
please dekhkar bataye mera blog par ki kamiya hai.
Bhai aur koi raasta hai traffic badane ka
ReplyDeletesk-shobu.blogspot.com
bhai phele try to karu tabhi to pata chalega ki sahi hai ki nahi
ReplyDeleteSir , maine online ptc adds se realeted 1 blogg banaya hai, jispe visitors bahut kam a rahe hai, mane blogg ko google search engine, yahoo pe or social networking site pe promot kiya hai, apse request hai ki plz mera blogg cheack karke help kare
ReplyDeleteBlogg url :-http://bigmoneymakingway.blogspot.in/?m=1
Svyas845.blogspot. com dekhkar bataye kya kami hai sath hi mere blogger or Ad nahi as rage hair pls reply
ReplyDeleteVinay dekhna adsense aprove ho jain ge
ReplyDeleteKya Aap bata sakte hai ki aapki blog se me daily page views kitna ho raha hai
ReplyDeleteye mera website hai me apni website me photoshop aur bhi aise kai jaankari hai jisse me share karta hu.
Hello vinay mai Daya shankar maurya founder OF www.jankariweb.in . Aap kitne din se blogging kar rahe ho
ReplyDeleteआपकी ये हिंदी में लिखना बहुत अच्छा लगा इससे हमें बहुत हेल्प मिलेगी धन्यवाद , कृपया आप मेरी वेबसाइट के बारे में बताये की इसमें मुझे क्या improve करनी चाहिए www.2brothersworld.c0m pls reply jaror krna
ReplyDeleteAchha hai Koshish kariye jyda se jyda Colections dalne ki...
ReplyDeleteApke kimti Comments ke liye dhanywad...
me 8 mahine se blogging kar rha hu...
ReplyDeleteapne apne blog address to bataya hi nahi....
ReplyDeleteSir please mere site check kr key Bata do ki site mey koi Kami toh nhi hey aur post key tittle shi hey my site is customertollfreehelplinenumber.in
ReplyDeletemujhe thodi aapki help ki jarorat hey kya aap bta skty hey jeses aapny apny blog key main page pr tags lgay hoy hey vo mey apn y blog pr kesy lgao my blog is customertollfreehelplinenumber.in pleses check krky ye be bta dijiye mere blog mey koi kami toh mhi hey. Sir pleases reply jaror krna.
ReplyDeleteअच्छी जानकारी।
ReplyDeletesomegyan.WordPress.com पर students की help visit अवश्य करें
[…] Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye […]
ReplyDeleteMuzzse aap plzz contact kr lijiye plzz my no 9170221322 rajat srivastava
ReplyDeleteok add kar deta hu
ReplyDeletebahut achhi jankari di hai aapne... blog traffic badhane ke sahi tarike bataye hai aapne... mera bhi blog hai Onlinemanymoney.blogspot.com par traffic nahi ata chek karje bataye kya kami hai...
ReplyDeleteAap Ki Website Ko Cheak Kiya Mene, But Aap Ki Website Par Templet Badiya Nahi Hai, Doamin Name Add Nahi Kiya Hai, Ek Simple Templet Upload Kare Aur Proffinal Blog Banaye, Yes Sab Aap Ki Website Par Hoga Tab Traffic Badiya Milenga, Kisi Ki Website Pe Se Contain Ko Copy Na Kare
ReplyDeleteThanks for this great information.
ReplyDeleteAchhipost.com this site motivate your lyf
Thanks for giving Best information
ReplyDeleteBahut hi achi hai aapki post kya mai comment box mai traffic badhane ke leeye ye leekh Sakti hu -check out the full music videos at dia24.in with their full lyrics & also for recipe of chocolate . Iski kya Adsense policy ijajat detaa hai. please bataye
ReplyDeleteadsense songs ke liye policy nahi deta, lekin aap youtube par video daale to adsense vaha support jarur karta hai
ReplyDeleteThanks vishnu mishra
ReplyDeletePlease clear kijiye kesi policy nahi detaa mai lyrics or content leekhti hu sath mai video bhi dalti hu please aap meri site dia24.in par visit kar iski kamiyaa bataaye mai abhi mai hu or kya aapka Matlab ye hai ki mai apni post or site ko share karne ki Adsense ijajat nahi detaa please kya earning ki najar se ye useful nahi hai
ReplyDeletebadhiya jankari
ReplyDeleteGood work
ReplyDeleteNice blog
freemeinfo.com/ ye meri website he sir aap check karke batayege ki mere blog me ad achhi tarah se lagi heki nani, aapki jankari bohot achhi he
ReplyDeleteKetan Rathod Mene Aapki Website Cheak Kiya, Sahi Tarike Se Ad Lage Hui Hai,
ReplyDeleteThanks sir. Bahot important jankari do hai Apne. Meri website job searching ke liye banai hai.
ReplyDeleteAap ek bar chk Karale batai ki kya kami hai please
sir ,
ReplyDeletehum apne blog par traffic ko kaise incarse kar sakte hai .or adsense ke liye apply karne ke liye humare blog par kitni traffic honi chahiiye.
Hello
ReplyDeleteSuch a great and informative article
Thanks for sharing
bahut achchhi jankari he apki trafik ke bare me thanks
ReplyDeleteVery informative article shared by you.
ReplyDeleteKeep up the good work!
Very nice and Use full post for me
ReplyDeleteThanks for this information
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...