Ad Code

Responsive Advertisement

Android App Kaise Banaye Apne Blog(Website) Ke Liye - Puri Jankari Hindi Me



Android App Kaise Banaye Apne Blog(Website) Ke Liye


Hello Friends Aajkal log Smart Phone use karte hai. jisme jyadatar log Android OS wala Smart Phone chalana pasand karte hai. Jyadatar Log Smart Phone me hi App Download kar ke Internet chalate hai.

To Aaj hum main apko bataunga ki kaise hum apne Blog(Website) ka Android App bana sakte hai aur Monetize kar ke paise bhi kama sakte hai.


Blog(Website) ke App Banane Ke Fayde -

Aap jante hi honge ki log jyadatar Phone me App Download kar ke Internet chalana pasand karte hai.

Aise me agar hum apne Blog(Website) ka App banate hai to humare Blog(Website) ki Traffic bhi badhti hai aur visitors bhi jyada velue dete hai humare Blog(Website) ko.



Aur agar aap chahe to paise bhi kama sakte hai App Download karva ke. Iske bare me bhi main aage bataunga.

Aur Ye Post Bhi Padhiye -

Android App Kaise Banaye -


Step 1 - Apne Internet Browser me www.appsgeyser.com ke site pe jaiye.
Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Ab Create Now par Click kijiye.

Step 2 - Ab jo Page khulega usme apko apne App ki Category chunani hai. jaise ki aap Website ke liye banana chahte hai ya Facebook, Massanger ya Browser  ke liye etc.
Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye


Abhi hum Blog(Website) ke liye banana chahte hai, isliye Website par Click kijiye.

Step 3 - Ab agale Page me apne Blog(Website) ki URL dale.
{Note :- Agar apka Blog(Website) nahi hai to ye post padhiye - Blogger Me Free Website Kaise Banaye }


Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Ab Next par Click kare.

Step 4 - Ab apne App ka Naam dale jo bhi aap rakhna chahte hai. Example - Hindi Me Jane


Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Fir Next Par Click kijiye.

Step 5 - Ab apne App ka Discription Dale. Ye Discription Sahi-Sahi dale kyonki ye App ke liye Important Hai.
Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Fir Next par Click kijiye.

Step 6 - Ab apko apne App ke liye Icon choose karna hai. Agar aap apni koi Icon dalna chahte hai to Costom Icon me Upload kar sakte hai.



Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Icon choose karne ke bad Next par Click kijiye.

Step 7 -
Ab Last me Create App par Click kar dijiye.
Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye


Badhai Ho Apka App Ban Kar Teyar Hai. Lekin Ise Download karne Aut Publish Karne Ke Liye Apko Sign Up Karna Hoga

 
Step 8 - Sign Up form bharne ke bad Sign Up par Click kijiye.
Android App, Blog(Website), Earn Money, Kaise Banaye

Apne Android App Ko Blog(Website) Me Kaise Dale -


Apne App ko Blog(Website) par Publish karne ke liye Apne Dashboard me Publish Option par Click kijiye.
Android App, Blog(Website), Earn Money,Kaise Banaye


Ab Place QR Widget On Your Website Ke Niche aap jo Banner dalna chahe uski HTML Code ko Copy kar ke apne Blog(Website) ke Lyout me jakar dal de.
{Note - Agar Apko Nahi Pata Kaise Dalte Hai To Padhiye Ye Post - Blogwebsite Me HTML Code Ko Kaise Dalte Hai }
Ab aap apna App Download karva ke paise kama sakte hai. Jab apka App 100 bar Download hoga to apko 1$ income hogi. Ye Income Aap Monetize Option par Click kar ke dekh sakte hai.

Hindi Me Jane Android App Download Karne Ke Liye Yahan Click Kare -


Agar apka koi sawal hai to aap Comments ke jariye puch sakte hai. Aur HindiMeJane ko Subscribe karna na bhule.



Reactions

Post a Comment

59 Comments

  1. Not merely high quality, yet also valuable details. As well as that is unusual to come by these days! I have to state that I am truly satisfied as well as will certainly come back again if you maintain up the quality as well as worth of the content at this degree, or even obtain it on the next level.

    ReplyDelete
  2. But hi atcha loga ki Apps kaise banate hai shikh kar.... thank u.

    ReplyDelete
  3. App Kaise Banate hai shikh kar atcha loga , bohut din se sikhne ki kosis ki lekin sikh nhi paya tha lekhin apka blog ne mujhe ye probelm bhi solve kar diya ,Thanks

    ReplyDelete
  4. png se image kaise banate hai mera matlab ki kisi bhi photo ko edit karte h na toh wahi aap bata dijiye ki ye png kya h or iske jariye hum kaise photo edit kar sakte hai

    ReplyDelete
  5. png photo ka ek type hai for example jpg, png, jpeg etc. aap photosoap se png image bana sakte hai..

    ReplyDelete
  6. Hello friend aap bnana kshe start kre plz help me

    ReplyDelete
  7. Post me bataye gaye steps ko sahi se follow kariye ban jayega apka app...

    ReplyDelete
  8. Abhishek saini AB26 December 2015 at 15:02

    Mujhe bhut acha lga aapki posts padh kar,or thanks bolna chahuga aapko frnd ese hi aap apni posts apne blogger par daliye taki mujhe or jo apki posts pdhte h un sbko posts achi lge .....gud nyt all of you

    ReplyDelete
  9. Bhai mai apps to bana diya but jab hm usko download kr ke open krte hai to likhata hai CONNECTION NOT AVAILABLE aisa kyo likha rha hai. Plz....jldi btao hme

    ReplyDelete
  10. Apke mobile me internet slow hoga is karan se likh rha hoga...
    please check internet connection and try again..ok

    ReplyDelete
  11. very very useful article hai. but mera 1 ques hai -: aapne ye nhi bataya ki issase jo income hogi wo milegi kaise?

    ReplyDelete
  12. Sir hamari banayi hui app download honi shuru ho jaye to hame paise kitne time baad milenge

    ReplyDelete
  13. Jab apke apps 100 bar download ho jayenge tab aap ki earning honi suru hogi. jyada jankari ke liye aap appgayser ki Monetization policy padh sakte hai..

    ReplyDelete
  14. Hi sir mera blog blogger.com par hai or usi ka awsom ink ka template liya hai lekin baat iye hai ki jab me apna blog open karta hun tab me apne phone rotate karun to bo apne aap mobile or desktop me nahi badalti hai jaise me apne phone ko tedha Karin to bo desktop site me basal jaye or seedha karu to mobile site me plzz.

    ReplyDelete
  15. Aap koi Responsive Template use kare apne blog me...

    ReplyDelete
  16. Bhai mene app to bana le laken ese 160 user ne download bhe kar leya h laken income show ne ho rahe kaha pe hoge , aur apps step by step karne ke baad email se bhe signup ker deya ya kuch aur bhe karna hota h kya app create kerne ke baad ,

    ReplyDelete
  17. Aap monetization Option me jakr Earning Check kar sakte hai...

    ReplyDelete
  18. Isme earning kaise hogi aur kaha se hogi aur kha pr paisa ayega.

    ReplyDelete
  19. App download hone par apki earning hogi. aap Monetize me jakar dekh sakte hai.

    ReplyDelete
  20. SirJi Agar Hame songs ki ya Wallpaper ki websites banani hoto kaise banaye...?

    sir ji aap Ka wats app no.mil skta h ?

    ReplyDelete
  21. Aap wordpress par bana sakte hai. aur mera whats app no. apko about us page me mil jayega.

    ReplyDelete
  22. Aap apana no. Do 8459090603 mujhe aap sent kuchh puchhana h

    ReplyDelete
  23. Mai android app banane aur usko aplode karne ke bare me janna chahta hu

    ReplyDelete
  24. Mera whatsapp no about us page me diya hua hai.

    ReplyDelete
  25. Agar aap programing app banana chahte hai aur google play par publish karna chahte hai to apko achhe paise bhi kharch karne padenge.

    ReplyDelete
  26. Aap apna whatsapp number de sakte ho

    ReplyDelete
  27. Sir main ne apne android mobile pr blogger.com pe blog bnaya hai laiken wo mujh se leptop me sighn in ni ho raha kaise kron?

    ReplyDelete
  28. bhai maine apni blog site ki app banane ki kosis ki par last me download karne ke lie email mangta hai par mera gmail par hai to gmail or password incorrect kyu batata hai

    ReplyDelete
  29. App download karne ke liye sabse pahle apko appgayser me account banana hoga. fir aap app download kar sakte hai. Account banane ke liye aap registration form sahi sahi bhare.

    ReplyDelete
  30. Kya Problem aa rhi hai pc me sign in karne me. kya account verify karne ke liye bol rha hai. agar haa to verify karne par khulega. details me bataye tabhi me help kar paunga.

    ReplyDelete
  31. mera whatsapp no. about us page me diya hai.

    ReplyDelete
  32. hello sir hamne app bana liya hi use poublish krta hu to koi code manta hi kon sa code du

    ReplyDelete
  33. Maine bhi Newefuture Ke Naam Se Ek Blog Bnaya Hai Aur Mai Aapke Jaisa Template Use Karna Chahta Hu Kya Aap Apne Blog Ke Template Ka Link Mujhe De Sakte hai

    ReplyDelete
  34. Mera Theme ka name Ribbon hai jo maine Mythemeshop ki site se download kiya tha...

    ReplyDelete
  35. bro muje apna app monitize karna h plz aap uski jankari meri email par bheje kuldeeprai88724@gmail.com

    ReplyDelete
  36. Hello sir ji sure trader Kiya hai

    ReplyDelete
  37. Hello sir
    mene her setup complete kar diya per last mesign up nahi ho raha hai usme verify kaise kare plz help me

    ReplyDelete
  38. sir may jo app banaaya hu to mane dakh ki jab mera app 100baar download hogaa to mujha 1$ income hogaa to sir aus Rs. ko kase mera account may Rs. aayange

    ReplyDelete
  39. app bnanay k bad usmay sing in krtay h to bad m app ban jata h uskay bad ALERT wala option kasay laya jata h

    ReplyDelete
  40. app bnaay k bad usmay sing in krtay h to bad m app ban jata h uskay bad dashword m ALERT wala option kasay laya jata h

    ReplyDelete
  41. bhai monitize kaise karen usme 3 option aa rahe hai kya karna hai cod bhi mang raha hai kya cide daalna hoga usme

    ReplyDelete
  42. bhai mera laptop on nahi hota hai
    Usmay batata hai ki missing operating system

    ReplyDelete
  43. apko fir se Window Oprating System dalni hogi. Window ki bootable disk se ho jayega...

    ReplyDelete
  44. Sir maine ek app ready kiya hai but me ushe apne blog me publish nahi kar pa rha hu please sir mujhe deeply tarike se bataye...

    ReplyDelete
  45. Ham app banakar kitne rupaye kama sakte hai

    ReplyDelete
  46. Agr hm apne app pr paise dalna chahte h
    Mera mtlb h ki Agr koi mera app download krega usko itne paise duga to ye kaise hoga
    Or tm kh rhe ho ki 1& milega
    What is this

    ReplyDelete
  47. Jaydeep Machhi19 July 2016 at 01:59

    Aisa Ho Sakta Hai, Uski Lambi Priccess Hoti Hai, Aap Chahe To Aisa Kar Sakte Hai,

    ReplyDelete
  48. Samsung Z3 me Koi v apps install krne pr wo ni chl rha kya kroo

    ReplyDelete
  49. Jaydeep Machhi31 July 2016 at 02:30

    Aap Jab Bhi Koi App Install Karte Hai Tab Aap Ke Mobile Me Active Ho Jata Hai, Lekin Aap Ko Aisa Nahi Hota Hai To Aap Mobile Ko Format Kare, Use Baad Nahi Hota Hai To Samsung Service Center Pe Bataye

    ReplyDelete
  50. HI MENE APP BANAYA HE USME USME PHOTO KESHE DALNA HE BATAO JALDI

    ReplyDelete
  51. aap ko app me kya photo kyu lagana hai,app is liye banaya jata hai jisme website automiteic update hota hai

    ReplyDelete
  52. Apne jo apps banane ka tareka bataya Is apps me hum video upload ker sakte he ager ha to kese plz tell me

    ReplyDelete
  53. Sir, mene ek ap creat kiya h ,aur creat karne ke bad mene usko load bhi kar liya lekin jab usko istall ke liye open karta hu to istall ka btton kam nahi kar raha h lekin istall button show kar raha h..
    What is problem ????
    Plzzz melp me ,hurriedly.

    ReplyDelete
  54. Sar app banane ke bad public karnepar hame kese pata chalega ki hamara app public hua haya nahi
    2 agar hamara app public hogaya he to ham app ko kahase dwonlod karsakte he

    ReplyDelete
  55. Hi Vinay maine to apna app achhiadvice.com ke liye bnaya aur download banner bhi laga diya but app to download nhi ho rha hai aakhir problem kya hai please help..........

    ReplyDelete
  56. app se paise to milte hai lekin uska istemal kaise kare

    ReplyDelete
  57. […] Go to =====> Appsgeyser Issko Banane KE Baare Me AaShani Se SIkhSakte Hai Yaha ==.Click.== Kre Android app Bnana Hindimejane.comISO Iphone App Banane Ki JaankariAap Tak Sevi Aap ISO Iphone App Banana Sikhna Chahte HAi To Isske […]

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...